Tuesday, April 14, 2009

To keep up the hope.....

Everyday, I keep trying to say this to myself.....
Thanks to Manoj Kumar for that wonderful picturization of this song and thanks to Lakshmikanth and Pyarelal for this wonderful composition. This was sometime in early 70s and still so fresh.

Ek Pyaar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai

Kuch paa kar khona hai
Kuch kho kar paana hai
Jeevan ka matlab tho
aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan mein
ek umr churaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai


Tu Dhaar hai nadiya ki
Mein tera kinaara hoon
tu mera sahaara hai
mein tera sahaara hoon
aankhon mein samandar hai
aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai


toofan ko aana hai
aakar chale jaana hai
baadal hai yeh kuch pal ka
chcha kar dhal jaana hai
parchaayi na reh jaati
reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai

No comments:

Post a Comment